jogan rukman radhika,
roop banao aay
jogi roop liya shyam ne,
sat parkhan ko jaye.
manihari ka bhesh banaya,
shyam chudi bechne aaya
chhaliya ka bhesh banaaya,
shyam chudi bechne aaya…
jholi kandhe dhari,
usme chudi bhari (2)
galiyo mein shor machaya.
shyam chudi bechne aaya…

